% \startsong \stitle{havaa_o.n ne ye kahaa ... aa_ii pyaar kii ye rut}% \film{Aap Mujhe Achche Lagne Lage}% \year{2002}% \starring{Hritik Roshan, Ameesha Patel}% \singer{Udit Narayan, Chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Dev Kohli}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % nahii.n maranaa ga.nvaaraa pyaar me.n tujh se ye kahanaa hai tumhe.n bhii zi.ndaa rahanaa hai mujhe bhii zi.ndaa rahanaa hai kabhii aasaa.n kabhii mushkil ajab hai.n pyaar kii raahe.n magar jo pyaar karate hai.n kabhii bharate nahii.n aahe.n havaa_o.n ne ye kahaa fizaa_o.n ne ye kahaa aa_ii pyaar kii ye rut ba.Dii tuufaanii tuu Daranaa naa o merii raanii badalegaa ye mausam arii diivaanii ham likhe.nge prem kahaanii kabhii aasaa.n \threedots gardish me.n hii sahii ye sitaare hamanashii.n Dhuu.nDhe.ngii kal hame.n phir bahaare.n hamanashii.n imtehaa.n pyaar ke roz hote nahii.n pyaar vaale kabhii sabr khote nahii.n muhabbat ho hii jaatii hai muhabbat kii nahii.n jaatii ye aisii chiiz hai jo sabake hisse me.n nahii.n aatii havaa_o.n ne ye kahaa \threedots vo mohabbat hii nahii.n jisame.n dil luT ga_e deke qurbaaniyaa.N premii khud miT ga_e soch le jaan\-e\-man hamako milanaa hai ab aage piichhe nahii.n saath chalanaa hai ab mohabbat raaz hai aisaa jo samajhaayaa nahii.n jaataa ye aisaa giit hai har saaz pe gaayaa nahii.n jaataa havaa_o.n ne ye kahaa \threedots % #endindian \endsong