% \startsong \stitle{baadal garajaa bijalii chamakii ... mai.n pyaar me.n huu.N}% \film{Ab Ke Baras}% \year{2002}% \starring{Arya Babbar, Amrita Rao, Danny}% \singer{Shaan, Anuradha Paudwal}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % baadal garajaa bijalii chamakii baras baras barasaat hu_ii par aise naa sulagii.n saa.Nse.n abake baras kyaa baat hu_ii mai.n pyaar me.n huu.N mujhe pyaar ho gayaa meraa dil meraa nahii.n meraa dil kho gayaa terii aa.Nkho.n kii nii.nd banake terii aa.Nkho.n me.n so gayaa mai.n pyaar me.n huu.N \threedots ek tere sivaa kuchh dikhaa_ii na de dha.Dakano.n ke sivaa kuchh sunaa_ii na de ye to asar hai diivaanagii kaa aayaa hai mausam ye aashiqii kaa palako.n me.n rakh le sapanaa banaa ke le jaa mujhe tuu mujhase churaa ke gorii sii baaho.n me.n khushbuu kii raaho.n me.n jaane kahaa.N kho gayaa mai.n pyaar me.n huu.N \threedots TuuT ke chubh gayaa ko_ii shiishaa kahii.n dard hotaa kahaa.N kuchh pataa bhii nahii.n jaan\-e\-tamannaa jaane na jisako dard\-e\-mohabbat kahate hai.n isako is dard me.n bhii aaraam aa_e ko_ii kisii ko kaise bataa_e aisaa hai aisaa hai jaaduu ye aisaa hai siine se mujhako lagaa mai.n pyaar me.n huu.N \threedots % #endindian \endsong