% \startsong \stitle{aag lagii tan\-man me.n dil ko pa.Daa thaamanaa}% \film{Aan}% \year{1952}% \starring{Dilip Kumar, Nimmi, Nadira, Premnath, Mukri, Cukoo}% \singer{Shamshad}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10014 [V S Rawat] % Comments: First colored film in Hindi, First film of Nadira % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( aag lagii tan\-man me.n dil ko pa.Daa thaamanaa raam jaane kab hogaa sai.nyaa.N jii kaa saamanaa ) \-2 ho suunii hai aaj piyaa morii aTariyaa piyaa morii aTariyaa zaraa diijo Kabariyaa dil ta.Dape jaise binaa jal kii machhariyaa zaraa liijo Kabariyaa suunii hai aaj piyaa morii aTariyaa piyaa morii aTariyaa dil ta.Dape jaise binaa jal kii machhariyaa zaraa liijo Kabariyaa aan pa.De mushqil to aaye ko_ii kaam naa raam jaane kab hogaa sai.nyaa.N jii kaa saamanaa huu.n saajan kii yaad mujhe pal pal sataaye mujhe pal pal sataaye dekho nainaa bhar aaye tan kaa singaar mere man ko na bhaaye dekho nainaa bhar aaye saajan kii yaad mujhe pal pal sataaye mujhe pal pal sataaye tan kaa singaar mere man ko na bhaaye dekho nainaa bhar aaye pyaar meraa ho jaaye kahii.n badanaam naa raam jaane kab hogaa sai.nyaa.N jii kaa saamanaa haay laagii naa chhuuTe karuu.N ko_ii bahaanaa karuu.N ko_ii bahaanaa aayaa naazuq zamaanaa dil meraa banaa piyaa teraa nishaanaa aayaa naazuq zamaanaa laagii naa chhuuTe karuu.N ko_ii bahaanaa karuu.N ko_ii bahaanaa dil meraa banaa piyaa teraa nishaanaa aayaa naazuq zamaanaa hoye buraa ulfat kaa dekho anjaam naa raam jaane kab hogaa sai.nyaa.N jii kaa saamanaa % #endindian \endsong