% \startsong \stitle{koii ye kaise bataaye ke vo tanhaa kyo.n hai}% \film{Arth}% \year{1982}% \starring{}% \singer{Jagjit Singh}% \music{Kuldeep Singh}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Sirisha K Ayyagari (ayyagari@plains.NoDak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Ashok (adhareshwar@worldbank.org) % \printtitle #indian % koI ye kaise bataa ye ke vo tanhaa kyo.n hai ? vo jo apanA thA vohii aur kisii kA kyo.n hai ? yahii duniyA hai to phir aisI ye duniyA kyo.n hai ? yahii hotA hai.n to aakhir yahii hotA kyo.n hai ? ek zaraa haath ba.Dhaa, de to paka.Dale daaman usake siine me.n samaa jAye hamaarii dha.Dakan itanI kurbat hai.n to phir faasalaa itanaa kyo.n hai ? dil\-e\-barabaad se nikalaa nahii.n ab tak koii ek luTe ghar pe diyaa karataa hai.n dastak koii aas jo TuuT gayii phir se ba.ndhaataa kyo.n hai ? tum masarrat kA kaho yA ise Gam kA rishtaa kahate hai.n pyaar kA rishtaa hai.n janam kA rishtaa hai.n janam kA jo ye rishtaa to badalataa kyo.n hai ? ## ------------------------------------------------## kurabat ##= nearness (opposite of dooree)## masarrat ##= happiness ------------------------------------------------ ## % #endindian \endsong %