% \startsong \stitle{ye dil nahii.n ki jisake sahaare jiite hai.n}% \film{Aabroo}% \year{1968}% \starring{Ashok Kumar, Vimmi, Deepak Kumar, Rahman, Shashikala, Jivan}% \singer{Rafi}% \music{Sonik Omi}% \lyrics{G S Rawal}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10373 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye dil nahii.n ki jisake sahaare jiite hai.n lahuu kaa jaam hai jo subah\-o\-shaam piite hai.n ye dil nahii.n hai \threedots chhupaayaa laakh magar ishq nahii.n chhupataa yuu.N ashq aa.Nkh me.n aayaa hu_aa nahii.n rukataa ki aag lagatii hai jab aa.Nsu_o.n ko piite hai.n lahuu kaa jaam hai \threedots ta.Dap\-ta.Dap ke nikaale.nge dil ke aramaa.N ham kare.nge ra.nj se paidaa Kushii ke samaa.N ham ki Gamo.n kii nok se dil ke zaKm siite hai.n lahuu kaa jaam hai \threedots kabhii qaraar na aa_egaa hamako jiine se ilaaj zahar kaa hotaa hai zahar piine se ki sar pe maut kaa saayaa hai phir bhii jiite hai.n lahuu kaa jaam hai \threedots % #endindian \endsong