% \startsong \stitle{chho.Do chho.Do jii piyaa meraa to.Do naa jiyaa}% \film{Ajeeb Ladki}% \year{1952}% \starring{Naseem, Rehman, Kukku, Shashikala, Jayant}% \singer{Lata, Talat}% \music{Gulam Mohammed}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10195 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la \: chho.Do chho.Do jii piyaa meraa to.Do naa jiyaa \-2 hame.n tumase garaz ( tumhe.n hamase ) \-2 kabhii ruuTh ga_e tum kabhii ruuTh ga_e ham pyaar ke maze hai.n yahii pyaar kii qasam binatii karuu.N paiyaa.N pa.Duu.N maan lo balam ho maan lo balam jiyaa bhar\-bhar aa_e meraa Gam se chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots tumhe.n jaan ga_e ham piyaa hame.n naa banaa_o jaa_o ye adaa_e.N kisii aur ko dikhaa_o dekho sajan dil kii lagan hamase naa chhupaa_o \-2 merii duniyaa ra.ngiilii tere dam se chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots ta \: ho tumane maan lii Kataa rahuu.N phir mai.n kyuu.N Kafaa maaf kiyaa maine tumhe.n o jii bevafaa dil me.n ko_ii baat nahii.n pyaar ke sivaa ho pyaar ke sivaa hame.n tumase garaz tumhe.n hamase la \: chho.Do chho.Do jii piyaa \threedots % #endindian \endsong