% \startsong \stitle{kaise bataa_uu.N unase ... dil beqaraar kyuu.N hai}% \film{Anjuman}% \year{1948}% \starring{Nargis, Jairaj}% \singer{Mukesh, Shamshad}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10082 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: kaise bataa_uu.N unase is dil ko pyaar kyuu.N hai dil beqaraar kyuu.N hai sha \: unako bhulaa ke unakaa ab i.ntazaar kyuu.N hai dil beqaraar kyuu.N hai maaluum kyaa thaa aa.Nsuu parada me.n hai.n ha.Nsii ke mu \: kisako Kabar thii yuu.N din badale.nge zindagii ke sha \: ik bevafaa kii Kaatir be_iKtiyaar kyuu.N hai dil beqaraar kyuu.N hai unako bhulaa ke \threedots batalaa_o ai bahaaro bolo are nazaaro mu \: mai.n tumase puuchhataa huu.N chup kyuu.N ho ai sitaaro sha \: kaalii hai chaa.Ndanii kyuu.N uja.Dii bahaar kyuu.N hai do \: dil beqaraar kyuu.N hai sha \: unako bhulaa ke \threedots % #endindian \endsong