% \startsong \stitle{raaz\-e\-dil unase chhupaayaa naa gayaa}% \film{Apna Banake Dekho}% \year{1962}% \starring{Asha Parekh, Manoj Kumar, Nazir Husain, Sundar, Achala Sachdev}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10674 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raaz\-e\-dil unase chhupaayaa naa gayaa \-2 pyaar kii aag kuchh aisii bha.Dakii \-2 ek sholaa bhii dabaayaa na gayaa \-2 raaz\-e\-dil unase \threedots pahale\-pahale to mujhe vo samajh hii na sake dil ko ta.Dapaate rahe mujhako tarasaate rahe aa.Nkh se aa.Nkh ka_ii baar milii \-2 dil se dil phir bhii milaayaa na gayaa raaz\-e\-dil unase \threedots mujhako pahachaan ke vo dard\-e\-dil jaan ke vo kuchh pareshaan se hai.n kuchh pashemaan se hai.n itane sharamaa_e hu_e hai.n hamase \-2 sar jhukaayaa to uThaayaa na gayaa raaz\-e\-dil unase \threedots aa.Nkh milate hii jhukii baat ho.nTho.n pe rukii beruKii pyaar banii jiit bhii haar banii kar ga_ii kaam mohabbat kii nazar \-2 unase daaman bhii bachaayaa na gayaa raaz\-e\-dil unase \threedots % #endindian \endsong