% \startsong \stitle{aaraam hai haraam}% \film{Apnaa Ghar}% \year{1960}% \starring{Premnath, Shyama, Nanda, Moti Sagar, Mishra, Leela Mishra}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11449 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aaraam hai haraam tum desh ke kone\-kone me.n pahu.Nchaa do ye paiGaam aaraam hai haraam \threedots dekho pa.De hai.n desh me.n ab tak kitane kaam adhuure milakar haath ba.Dhaa_o tabhii ho sakate hai.n puure jaa_o ek ho jaa_o is desh ko swarg banaa_o bhaarat kaa ho is duniyaa me.n sabase uu.Nchaa naam aaraam hai haraam \threedots jaat\-paat ke bandhan to.Do uu.Nch\-niich ko chho.Do na_e samay se na_e jagat se apanaa naataa jo.Do badalaa Dha.ng puraanaa hai nayaa zamaanaa hai aisaa karo saveraa jisakii kabhii na aa_e shaam aaraam hai haraam \threedots kabhii kisii ke aage na jholii phailaanaa chaahe ruukhii\-suukhii hii haatho.n se kamaakar khaanaa yahii hai aan tumhaarii yahii jaan tumhaarii jisame.n apanaa sar jhukataa ho karo na aisaa kaam aaraam hai haraam \threedots % #endindian \endsong