% \startsong \stitle{gorii chalo na ha.ns kii chaal zamaanaa dushman hai}% \film{Beti Bete}% \year{1964}% \starring{Sunil Dutt, B.Saroja Devi, Jamuna}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10968 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % ra \: gorii chalo na ha.ns kii chaal zamaanaa dushman hai terii umar hai solah saal zamaanaa dushman hai aa \: kuchh paravaah nahii.n sarakaar zamaanaa dushman ho mujhe tumase hu_aa hai pyaar zamaanaa dushman ho ra \: o chaa.Nd sii ujalii hasiinaa tum chho.D do aanaa\-jaanaa rokegaa tumhaarii raahe.n ham jaisaa ko_ii diivaanaa aa \: ko_ii laakh lagaa_e pahare mai.n pahare to.D ke aa_uu.N huu.N tere milan kii pyaasii mai.n duniyaa chho.D ke aa_uu.N ra \: ye ishq hai aag kaa dariyaa tum soch\-samajh ke utaranaa hai.n isame.n hazaaro.n tuufaa.N aasaan nahii.n hai guzaranaa aa \: jab pyaar kaa ba.ndhan baa.Ndhaa phir aag ho yaa ho paanii Dar jaa_e vo kaisii ulfat jal jaa_e vo kaisii javaanii ra \: gorii chalo na \threedots % #endindian \endsong