% \startsong \stitle{a.Nkhiyaa.N gulaabii jaise mad kii hai.n pyaaliyaa.N}% \film{Beqasoor}% \year{1950}% \starring{Madhubala, Ajit}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Hansraj Bahl}% \lyrics{Ehsaan Rizvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12049 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % la \: ( a.Nkhiyaa.N gulaabii jaise mad kii hai.n pyaaliyaa.N mad kii hai.n pyaaliyaa.N ra \: jaagii hu_ii aa.Nkho.n me.n sharam kii hai.n laaliyaa.N sharam kii hai.n laaliyaa.N ) \-2 la \: ( din hai.n jawaanii ke ulfat kii raate.n ) \-2 ( taaro.n kii chhaa.Nv me.n hai.n pyaar bharii baate.n ) \-2 sulajhii hu_ii laTo.n me.n ho ho ho sulajhii hu_ii laTo.n me.n ulajh ga_ii.n baaliyaa.N a.Nkhiyaa.N gulaabii jaise mad kii hai.n pyaaliyaa.N mad kii hai.n pyaaliyaa.N ra \: jaagii hu_ii aa.Nkho.n me.n sharam kii hai.n laaliyaa.N sharam kii hai.n laaliyaa.N ( duniyaa merii aa.Nkho.n me.n hai tere Kayaal kii ) \-2 ( bharii hu_ii phuulo.n se hai jholii sawaal kii ) \-2 khilii hai.n bahaaro.n me.n ho ho ho khilii hai.n bahaaro.n me.n phuulo.n kii Daaliyaa.N a.Nkhiyaa.N gulaabii jaise mad kii hai.n pyaaliyaa.N mad kii hai.n pyaaliyaa.N la \: jaagii hu_ii aa.Nkho.n me.n sharam kii hai.n laaliyaa.N sharam kii hai.n laaliyaa.N ( aadhii\-aadhii raat ko_ii kaahe jagaaye re ) \-2 naazuk kalaa_ii morii bal khaa naa jaaye re aadhii\-aadhii raat ko_ii kaahe jagaaye re sun\-sun Kush huye ho ho ho sun\-sun Kush huye miiThii\-miiThii gaaliyaa.N a.Nkhiyaa.N gulaabii jaise mad kii hai.n pyaaliyaa.N mad kii hai.n pyaaliyaa.N ra \: jaagii hu_ii aa.Nkho.n me.n sharam kii hai.n laaliyaa.N sharam kii hai.n laaliyaa.N % #endindian \endsong