% \startsong \stitle{kahanaa hai aaj tujhase phir kisii se ye kahanaa nahii.n}% \film{Chori Chori}% \year{2002}% \starring{Ajay Devgan, Rani Mukerji, Sonali Bendre}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Sajid Wajid}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kahanaa hai aaj tujhase phir kisii se ye kahanaa nahii.n o rahanaa hai saath tere varanaa duniyaa me.n rahanaa nahii.n pyaar karate hamako jiinaa pyaar karate hamako maranaa Gam judaa_ii kaa sahanaa nahii.n ho o kahanaa hai aaj \threedots duniyaa se Daranaa nahii.n yaa pyaar karanaa nahii.n nazare.n churaa ke sanam hamako guzaranaa nahii.n Duubanaa hai saahilo.n par jhuumanaa hai ma.nzilo.n par yuu.N dariyaa me.n bahanaa nahii.n ho o kahanaa hai aaj \threedots mausam kii a.ng.Daa_iyaa.n duniyaa kii rusavaa_iyaa.n zi.ndagii ne phuul baa.NTe chun li_e hai.n hamane kaa.NTe haar phuulo.n kaa pahanaa nahii.n ho o kahanaa hai aaj \threedots % #endindian \endsong