% \startsong \stitle{bhuut raajaa mai.n huu.N ... bhuuto.n kii mahafil me.n ek la.Dakii pha.ns ga_ii}% \film{Chaalbaaz}% \year{1989}% \starring{Sunny Deol, Sridevi, Rajnikant, Anupam Kher, Shakti Kapoor, Anu Kapoor}% \singer{Suresh Wadekar, Kavita Subramaniam}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % o bhuut raajaa mai.n huu.N bhuut raajaa are ko_ii bataa_e ye pahelii bhuuto.n kii mahafil me.n ek la.Dakii pha.ns ga_ii akelii gar se mai.n nikalii raaste me.n pha.ns ga_ii aasamaa.n se girake khazuur me.n aTakii achchhaa ek khajuur khaa_egii tuu khajuur nahii.n merii maar khaa_egii yah sach hai jhuuTh nahii.n mai.n ko_ii bhuut nahii.n mai.n to huu.N naar navelii pha.ns ga_ii mushkil me.n bhuuto.n kii mahafil me.n mai.n ek la.Dakii akelii ko_ii bataa_e samajh me.n na aa_e na aa_e ki kyaa mai.n karuu.n rii pha.ns ga_ii musiibat me.n laato.n kaa bhuut hai baato.n se nahii.n maanegaa lagateho mujhako tum bhuut saare yam devataa ke ho duut saare kyaa bolii din me.n hii raat hu_ii anahonii baat hu_ii honii ye kyaa khel khelii pha.ns ga_ii mushkil me.n \threedots mai.n ek la.Dakii akelii are o bhuut raajaa bhuut raajaa baabaa mujhe maaf karo meraa insaaf karo jo bolo maanatii huu.N sabako pahachaanatii huu.N kismat mujhe maar ga_ii tujhase mai.n haar ga_ii ham haa haa nikal gayaa bhuut raajaa ab band karo ye baiND baajaa are band karo ye baiND baajaa are chop % #endindian \endsong