% \startsong \stitle{mai.n aashiq huu.N bahaaro.n kaa, fizaao.n kaa nazaaro.n kaa}% \film{Aashiq}% \year{1962}% \starring{Raj Kapoor, Nanda, Padmini}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shahryar}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Ikram Ahmad Khan (i-khan@tamu.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n aashiq huu.N bahaaro.n kaa fizaao.n kaa nazaaro.n kaa mai.n mastaanaa musaafir huu.N javaa.n dharatii ke a.njaane kinaaro.n kaa sadiyo.n se jag me.n aataa rahaa mai.n nae ra.ng jiivan me.n laataa rahaa mai.n har ek des me.n nit nae bhes me.n kabhii mai.nne ha.Ns ke diipak jalaae kabhii ban ke baadal aa.Nsuu bahaae meraa rastaa pyaar kaa rastaa chalaa gar safar ko koii besahaaraa to mai.n ho liyaa sa.ng liye ek taaraa gaataa huaa dukh bhulaataa huaa % #endindian \endsong %