% \startsong \stitle{ai shammaa tuu bataa teraa parawaanaa kaun hai}% \film{Dastaan}% \year{1950}% \starring{Suraiyya, Raj Kapoor, Suresh, Al Nasir, Surinder, Shakeela, Veena}% \singer{Suraiyya}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12052 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( ai shammaa tuu bataa ai shammaa tuu bataa teraa parawaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ) \-2 ai shammaa tuu bataa ( mahafil me.n sab hai.n pyaar kaa saaGar piye huye pyaar kaa saaGar piye huye ) \-2 pahaluu me.n apane dard kii duniyaa liye huye jo teraa ho chukaa \-2 wo mastaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ai shammaa tuu bataa ( ho.nTho.n pe dil kii baat ye kyuu.N aa ke rah ga_ii kyuu.N aa ke rah ga_ii ) \-2 dekhaa ye kisako aa.Nk jo sharamaa ke rah ga_ii kah de tuu haal\-e\-dil \-2 yahaa.N begaanaa kaun hai luuTaa hai jisane tujhako wo diiwaanaa kaun hai ai shammaa tuu bataa % #endindian \endsong