% \startsong \stitle{aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa}% \film{Dulari}% \year{1949}% \starring{Suresh, Madhubala, Geeta Bali}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10624 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa \-2 aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa biga.Dii hai qismat jiiwan hai phiikaa jiiwan hai phiikaa aa tujhase kah duu.N dukh apane jii kaa \-2 o dam bhar ko aa ke merii biga.Dii banaa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa is dil ko duniyaa ta.Dapaa rahii hai ta.Dapaa rahii hai aise me.n terii yaad aa rahii hai \-2 o aa aur aa ke mujhe Gam se chhu.Daa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa chho.De naa duniyaa diiwaanaa kar ke diiwaanaa kar ke jiinaa bhii ko_ii jiinaa hai mar ke \-2 o haay mai.n kaise jiyuu.N ye to bataa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa merii kahaanii sun jaa apanii sunaa jaa aa.Nkho.n me.n aa jaa dil me.n samaa jaa % #endindian \endsong