% \startsong \stitle{maine dekhaa tuune dekhaa}% \film{Dushman}% \year{1971}% \starring{Rajesh Khanna, Mumtaz, Meena Kumari}% \singer{Kishore}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12245 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % la \: maine dekhaa tuune dekhaa ( maine dekhaa tuune dekhaa isane dekhaa usane dekhaa sabane dekhaa ) \-2 ki \: kyaa dekhaa kyaa dekhaa la \: ( ik dushman jo dosto.n se pyaaraa hai ) \-2 ki \: maine dekhaa tuune dekhaa maine dekhaa tuune dekhaa isane dekhaa usane dekhaa sabane dekhaa la \: kyaa dekhaa kyaa dekhaa ki \: ( ek gaa.Nv jo shaharo.n se bhii nyaaraa hai ) \-2 la \: dushman dushman jo dosto.n se pyaaraa hai la \: aaj sazaa de.nge ham tumako terii sab bhuulo.n kii tere gale.n me.n ham Daale.nge ye maalaa phuulo.n kii is gaa.Nv kii riit yahii hai jiiwan sa.ngiit yahii hai aaj ke din kaa giit yahii hai yahii hai la \: maine dekhaa tuune dekhaa maine dekhaa tuune dekhaa isane dekhaa usane dekhaa sabane dekhaa ki \: kyaa dekhaa kyaa dekhaa la \: ik chaa.Nd jo sabakii aa.Nkh kaa taaraa hai dushman\-dushman jo dosto.n se pyaaraa hai ki \: sabane maaf kiyaa mujhako par mai.n huu.N jisakaa doShii kab TuuTegii usake ghaayal ho.NTho.n kii Kaamoshii wo bhii maaf kare to jaanuu.N man ko saaf kare to jaanuu.N insaaf kare to jaanuu.N to jaanuu.N meraa nahii.n teraa nahii.n \-2 isakaa nahii.n usakaa nahii.n kisii kaa nahii.n ye doSh taqadiir kaa saaraa hai \-2 ek gaa.Nv jo shaharo.n se bhii nyaaraa hai % #endindian \endsong %