% \startsong \stitle{mai.n pyaasaa tum saavan}% \film{Faraar}% \year{1975}% \starring{Amitabh Bachchan, Sharmila Tagore, Sanjeev Kumar, Sulochana}% \singer{Kishor, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11560 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mai.n pyaasaa tum saavan mai.n dil tum merii dha.Dakan ( ho naa huu.N to ) \-2 mai.n pyaasaa tum \threedots aa.Nkho.n ko jab band karuu.N mai.n sapane ye samajhaa_e.N pyaar binaa ye jiivan phiikaa sapane tumhaare aa_e.N man se man kii Dorii kaa tumhii.n ho bandhan ( ho naa huu.N to ) \-2 mai.n pyaasaa tum \threedots mai.n jab chhe.Duu.N dil ke taraane chupake se sun lenaa ye naGme.n ye pyaar ke naGme.n dhiire se chun lenaa teraa\-meraa rishtaa jaise Kushbuu aur chandan ( ho naa huu.N to ) \-2 mai.n pyaasaa tum \threedots maine jab\-jab anjaane dekhii haath kii rekhaa mai.n batalaa duu.N us rekhaa me.n tumane mujhe hii dekhaa mai.n to ek paraa_ii huu.N tum ho mere darpaN ( ho naa huu.N to ) \-2 mai.n pyaasaa tum \threedots % #endindian \endsong