% \startsong \stitle{aa matalab kaa tuu miit ... toraa man ba.Daa paapii}% \film{Gunga Jumna}% \year{1961}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Pran}% \singer{Asha}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11458 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aa matalab kaa tuu miit bedardii garaz kii raakhe priit dukhiyaa man ko ghaayal karanaa samajhe tuu apanii jiit aa toraa man ba.Daa paapii saa.Nvariyaa re \-2 milaa_e chhal\-bal se najariyaa re \-2 toraa man ba.Daa \threedots tuu sa.ngadil hai terii zindagii me.n pyaar nahii.n tere chaman me.n hai sab\-kuchh magar bahaar nahii.n tujhe qasam hai na yuu.N muskaraa ke dekh hame.n teirii nazar kaa bhii zaalim kuchh aitabaar nahii.n haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots sitamagaro.n kii inaayat se beruKii achchhii jo tere saath naa guzare vo zindagii achchhii garaz kaa yaar hai matalab kaa tuu hai diivaanaa na terii dostii achchhii na dushmanii achchhii haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots jahaa.N me.n ho jise jiinaa vo tujhase duur rahe jo maranaa chaahe vo aakar tere huzuur rahe ye kyaa gazab hai ki ham aah karake ho.n badanaam tuu laakh zulm kare phir bhii beqasuur rahe haa.N milaa_e chhal\-bal se \threedots % #endindian \endsong