% \startsong \stitle{gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii}% \film{Hum Tumhare Hain Sanam}% \year{2002}% \starring{Salman Khan, Shahrukh Khan, Madhuri Dixit}% \singer{Kumar Sanu, Bela Sulakhe, Chorus}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Maya Govind}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sai.nyaa re sai.nyaa o more sai.nyaa aa ke gale lag jaa jaa jaa jaa gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii takiyaa ek aur ham do ik hii hai rajaa_ii sardii kaise jaa_egii kaho kaise hame.n nii.nd aa_egii gale me.n laal Taa_ii ghar me.n ik chaarapaa_ii takiye kii fikr naa kar banuu.ngaa mai.n khud rajaa_ii gale se lagaa luu.Ngaa ho.NTho.n se ##Coffee## pilaa duu.Ngaa gale se lagaa \threedots saarii duniyaa chain se so_e ham dono.n baato.n me.n kho_e tum se mai.n Daratii huu.N ko_ii harakat na karo ek hai shart merii tum sharaarat na karo haa_y ye pasiinaa kyuu.N aa gayaa hai hamadam na to kuchh socho tum na to kuchh soche.n ham lage chaarapaa_ii me.n kahii.n ik khaTamal hai ta.ng mujhe karataa hai tan me.n khalabal hai dushman khaTamal ko tum se muhobbat hai jahaa.N chaahe ghuumegaa haa_y kyaa kismat hai abhii use Dhuu.NDh kar mai.n taga.Dii sazaa duu.Ngaa gale me.n laal Taa_ii \threedots khi.Dakii ke mai.n parade giraa duu.N tum kah do to battii bujhaa duu.N are baabaa naa re naa battii naa bujhaa denaa vaqt kaa pataa nahii.n kuchh naa ho jaa_e kahii.n khaataa huu.N sar kii kasam zaraa naa chhe.Duu.Ngaa is sharaafat ke li_e ik chummaa luu.Ngaa haa_y kismat phuuTii kis ko pyaar kiyaa hai aise besabre se maine kyuu.N pyaar kiyaa ab to majabuurii hai ye gha.Dii aa_ii hai saath sonaa hii pa.De ik chaarapaa_ii hai tere bharose ko kabhii naa dagaa duu.Ngaa samajhii gale me.n laal Taa_ii \threedots % #endindian \endsong