% \startsong \stitle{meraa dil ye pukaare aa jaa}% \film{Nagin}% \year{1954}% \starring{Vyjayanthimala, Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{Hemant}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Vishal Ailawadhi % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1997 % Credits: David Windsor % Last Modified: 03/30/1997 % \printtitle #indian % meraa dil ye pukaare aa jaa mere Gam ke sahaare aa jaa bhiigaa bhiigaa hai samaa aise me.n hai tuu kahaa.N meraa dil ye pukaare aajaa \threedots tuu nahii.n to ye rut, ye havaa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N tuu nahii.n to ye run, ye havaa kyaa karuu.N duur tujh se mai.n rah ke bataa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N suunaa suunaa hai jahaa.N, ab jaauu.N mai.n kahaa.N bas itanaa mujhe samajhaa jaa bhiigaa bhiigaa \threedots aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa, luT gayaa aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa pyaar kaa muskuraataa jahaa.N luT gayaa, luT gayaa ek chhoTii sii jhalak mere miTane talak o chaa.Nd \threedots o chaa.Nd mere dikhalaa jaa bhiigaa bhiigaa \threedots mu.Nh chhupaa ke merii zi.ndagii ro rahii, ro rahii din Dhalaa bhii nahii.n, shaam kyo.n ho rahii, ho rahii terii duniyaa se ham, le ke chale teraa Gam dam bhar ke liye to aa jaa bhiigaa bhiigaa \threedots % #endindian \endsong %