% \startsong \stitle{mere haatho.n me.n nau nau chuu.Diyaa.N hai.n}% \film{Chaandni}% \year{}% \starring{Sridevi, Rishi Kapoor, Vinod Khanna, Juhi Chawla, Anupam Kher, Sushma Seth, Beena, Waheeda Rehman}% \singer{Lata}% \music{Shiv-Hari}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: David Windsor % Transliterator: David Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 10/26/1996 % \printtitle #indian % (mere haatho.n me.n nau\-nau chuu.Diyaa.N hai.n tho.Da Thaharo sajan majabuuriyaa.N hai.n) \-2 milan hogaa abhii ik raat kii duuriyaa hai mere haatho.n me.n nau\-nau chuu.Diyaa.N hai.n (lambii\-lambii vo kaalii\-kaalii raato.n me.n kaahe chuu.Diyaa.N khanakatii hai.n haatho.n me.n) \-2 na aanaa tuu nigo.Dii chuu.Diyo.n kii baato.n me.n mere haatho.n me.n\threedots (le jaa vaapas tuu apanii baaraat mu.nDeyaa mai.n nahii.n jaanaa nahii.n jaanaa tere saath mu.nDeyaa) \-2 jagaaegaa jagaaegaa tuu saarii raat mu.nDeyaa mere haatho.n me.n\threedots (aate jaate galii me.n meraa dil dha.Dake mere piichhe pa.De hai.n aaTh\-das la.Dake) \-2 ve le jaae.n kisii din ye sapere naagin pha.Dake mere haatho.n me.n\threedots (mere ghuTano.n se lambii haay merii choTii hai merii aa.Nkh shatara.nj kii goTii hai) \-2 mere baabul na phir kahanaa abhii tuu chhoTii hai mere haatho.n me.n\threedots (mere darzii se aaj merii ja.ng ho ga_ii kal cholii silaaii aaj ta.ng ho ga_ii) \-2 oe shaavaa shaavaa kare vo kyaa tuu la.Dakii thii pata.ng ho ga_ii mere haatho.n me.n\threedots mere sai.nyaa kiyaa ye buraa kaam tuune kahii.n kaa bhii nahii.n chho.Daa mujhe haay raam tuune mere sai.nyaa mere haatho.n me.n nau nau chuu.Diyaa.N hai.n % #endindian \endsong %