% \startsong \stitle{aavaaz de kahaa.N hai duniyaa merii javaa.N hai}% \film{Anmol Ghadi}% \year{1946}% \starring{Suresh, Noorjehan, Suraiyya}% \singer{Noorjehan, Surendra}% \music{Naushad}% \lyrics{Tanvir Naqvi}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@openlab-10.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % \printtitle #indian % aavaaz de kahaa.N hai duniyaa merI javaa.N hai aabaad mere dil me.n ummiid kaa jahaa.N hai duniyaa merI javaa.N hai \threedots aa raat jaa rahI hai yuu.n jaise chaa.Ndanii kI baaraat jaa rahI hai chalane ko ab falak se taaro.n kaa kaaravaa.N hai aise me.n tU kahaa.N hai duniyaa merI javaa.N hai \threedots kismat pe chhaa rahI hai kyo.n raat kii siyaahii vIrA.N hai merI nii.nde.n taaro.n se le gavaahii barabaad mai.n yahaa.N huu.N aabaad tU kahaa.N hai bedard aasamaa.N hai \threedots aavaaz de kahaa.N hai \threedots % #endindian \endsong %