% \startsong \stitle{gulashan pe hai bahaar koyal kii hai pukaar}% \film{Jag Biti}% \year{1946}% \starring{Sadik Ali, Suraiyya, Sulochana Chatterji, Shakir}% \singer{Suraiyya}% \music{Ghulam Haider}% \lyrics{}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11362 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #42 under Geetanjali #32 % \printtitle #indian % gulashan pe hai bahaar koyal kii hai pukaar piyaa aajaa re biitaa jo bachapan to aa_ii javaanii usakii kahaanii piyaa tumako sunaanii jiyaa hai beqaraar baate.n to ho.n do\-chaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar \threedots sakhiyo.n ne Daale hai.n ambavaa pe jhuule aise samay me.n saiyaa.n tum hamako bhuule chhe.De.nge man ke taar gaa_e.Nge ham malhaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar \threedots aa.Nkho.n me.n aa ke piyaa dil me.n samaa jaa uja.Dii hu_ii tuu merii duniyaa basaa jaa jiivan ke ye din chaar kyuu.N jaane de.n bekaar piyaa aajaa re gulashan pe hai bahaar \threedots % #endindian \endsong