% \startsong \stitle{unape sadake dil\-o\-jaa.N kar baiThe hai.n}% \film{Jaan Hatheli Pe}% \year{1987}% \starring{Dharmendra, Jeetendra, Hema Malini, Rekha, Raj Babbar, Mazhar Khan}% \singer{Suresh Wadekar, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11635 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: unape sadake su \: unape sadake dil\-o\-jaa.N kar baiThe hai.n is shauq\-e\-junuu.N me.n jiite\-jii mar baiThe hai.n la \: dekhaa\-dekhaa hai jab se tab se unako ham sajadaa kar baiThe hai.n unape sadake dil \threedots su \: dekhaa\-dekhaa hai \threedots la \: mahabuubaa meraa saayaa hai aise betaab dil me.n mehamaan banake utaraa falaq se ko_ii farishtaa zamii.n pe insaan ban ke Kvaabo.n se ham daaman bhar baiThe hai.n su \: dekhaa\-dekhaa hai \threedots la \: dekhaa\-dekhaa hai \threedots su \: jaaen kahaa.N kii ek adaa pe dono jahaa.N ko vaar diyaa hai maut use kyaa maaregii jisako nazar ne maar diyaa hai marane kaa kyaa samaa.N dhar baiThe hai.n la \: dekhaa\-dekhaa hai \threedots unake sitam ko ga.Nvaaraa kare.nge unake karam ko sahaaraa kare.nge su \: jaan rahe yaa jaan se jaa_e.N mar ke bhii vaadaa nibhaayaa kare.nge do \: unase aisaa vaadaa kar baiThe hai.n dekhaa\-dekhaa hai \threedots la \: dekhaa\-dekhaa hai \threedots % #endindian \endsong