% \startsong \stitle{teraa muskuraanaa phir ha.Ns ke paas aanaa ... tere pyaar kaa}% \film{Jhankaar Beats}% \year{2003}% \starring{Juhi Chawla, Sanjay Suri, Rinke Khanna, Rahul Bose, Ria Sen, Shayan Munshi}% \singer{Shaan}% \music{Vishal-Shekhar}% \lyrics{Vishal Dadlani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11752 [V S Rawat] % Producer: PNC (Pritish Nandy Communications), Rangita Pritish Nandy, Director: Sujoy Ghosh % Audio: Crescendo Music Pvt Ltd % Cassette: Soprano 40455, Cost: Rs 55/-, CD: % \printtitle #indian % teraa muskuraanaa phir ha.Ns ke paas aanaa mujhe apanaa naam bataanaa phir pal me.n gum ho jaanaa ehasaas hai ab bhii us pahalii baar kaa kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa dil se dil mile the jaise do phuul khile the tab maine kuchh kahaa thaa tumhaare ho.nTh sile the mujhe yaad hai vo lamhaa intazaar kaa kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa chaa.Nd cheharaa hai teraa raat zulfe.n hai.n terii ye havaa terii Kushbuu hai ye samandar kii lahare.n tere ha.Nsane kii dhun hai duniyaa me.n bas tuu hai tuu paas hai to saa.Ns hai Kazaanaa hai dil ke qaraar kaa kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa \-2 raat gaharii hai lekin terii aa.Nkho.n ke aage bas shaam sii ye lagatii hai din suhaanaa agar hai to teraa naam le ke tere pyaar se fizaa mahakatii hai aage hashar kyaa hogaa agar asar hai ye ek diidaar kaa kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa teraa muskuraanaa phir ha.Ns ke paas aanaa mujhe apanaa naam bataanaa phir pal me.n gum ho jaanaa kaisaa ye nashaa hai tere pyaar kaa \-2 tere pyaar kaa \-2 % #endindian \endsong