% \startsong \stitle{jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii ... wo kyaa jaane}% \film{Jogan}% \year{1950}% \starring{Nargis, Dilip Kumar}% \singer{Shamshad}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{Buta Ram}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12055 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ( jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane ) \-2 ( kyuu.N palako.n ko ashqo.n se pyaar hu_aa kyuu.N jiinaa bawaal wo kyaa jaane ) \-2 ( kyuu.N kaa.Npate ho.nTho.n pe kuchh bhii nahii.n kyuu.N dil me.n tamannaa hai sahamii hu_ii ) \-2 ho o o aa\-aa ke sataataa rahataa hai ( aa\-aa ke sataataa rahataa hai kyuu.N unakaa Kayaal wo kyaa jaane ) \-2 jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane ( din chain se jinake Guzarate ho.n aur raate.n ho jinakii niind bharii ) \-2 ik pyaar ke maare huye dil kaa ( ik pyaar ke maare huye dil kaa behaal saa haal wo kyaa jaane ) \-2 jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane % #endindian \endsong