% \startsong \stitle{kaahe naino.n me.n nainaa Daale re ho paradesiyaa}% \film{Jogan}% \year{1950}% \starring{Nargis, Dilip Kumar}% \singer{Shamshad}% \music{Bulo C Rani}% \lyrics{Buta Ram}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12056 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % kaahe naino.n me.n nainaa Daale re \-2 ho paradesiyaa \-2 naino.n me.n nainaa Daale re kaahe naino.n me.n nainaa Daale re \-2 kaahe naino.n me.n nazar nazar se milii aur dil niDhaal hu_aa qusuur kisakaa maraa ko_ii ye qamaal hu_aa tumhaare chaahane waalo.n kaa Kuub haal hu_aa ke jiinaa ek taraf maranaa bhii muhaal hu_aa ho paradesiyaa \-2 naino.n me.n nainaa Daale re kaahe naino.n me.n kaahe naino.n me.n nainaa Daale re \-2 kaahe naino.n me.n adaa ke tiir kaa ho kar shikaar baiThe hai.n jigar ko thaame huye beqaraar baiThe hai.n nigaah\-e\-lutf ke ummiidawaar baiThe hai.n tumhaare saamane be_iKthiyaar baiThe hai.n ho paradesiyaa \-2 naino.n me.n nainaa Daale re kaahe naino.n me.n kaahe naino.n me.n nainaa Daale re \-2 kaahe naino.n me.n jo dil me.n base ho to pyaar ban ke raho sadaabahaar chaman kii bahaar ban ke raho hamare pahaluu me.n chain\-o\-qaraar ban ke raho nigaahe.n milane kii ik yaadagaar ban ke raho ho paradesiyaa \-2 naino.n me.n nainaa Daale re kaahe naino.n me.n kaahe naino.n me.n nainaa Daale re \-2 ho paradesiyaa \-2 naino.n me.n nainaa Daale re kaahe naino.n me.n % #endindian \endsong