% \startsong \stitle{merii nii.ndo.n me.n tum, mere Khvaabo.n me.n tum}% \film{Naya Andaz}% \year{1956}% \starring{Kishore, Meena Kumari}% \singer{Kishore, Shamshad}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Jan Nisar Akhtar}% % % Contributor: % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Credits: Mahesh Chaubal (chaubal@umbc.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Surajit A Bose % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % ki: (merii nii.ndo.n me.n tum, mere Khvaabo.n me.n tum ho chuke ham tumhaarii muhabbat me.n gum ) - 2 sh: (man kii biinaa kii dhun, tuu balam aaj sun merii nazaro.n ne tujhako liyaa aaj chun ) - 2 man kii biinaa kii dhun, tuu balam aaj sun sh: (mere dil kii lagii tuu, merii zindagii tuu merii har nazar hai terii daastaa.N ) - 2 ki: (mere dil kii bahaare.n tumhii.n ko pukaare.n tumhii.n se hai aabaad meraa jahaa.N ) - 2 sh: tuu meraa naaz hai, meraa a.ndaaz hai, dil kii aavaaz hai ki: merii nii.ndo.n me.n tum ... sh: (dil pe chhaaii Khushii hai, labo.n par ha.Nsii hai khilii hai tere pyaar kii chaa.Ndanii) - 2 ki: (jhuumatii hai nigaahe.n nashaa chhaa rahaa hai ki dil gaa rahaa hai terii raaginii) - 2 sh: haule-haule sajan meraa kahataa hai man ab to laagii lagan ki: merii nii.ndo.n me.n tum ... sh: (tum mere ho gae ho to ye chaa.Nd-taare ye saare nazaare mere ho gae) - 2 ki: (dil huaa hai diiwaanaa samaa.N hai suhaanaa kahe.n kyaa, tere pyaar me.n kho gae) - 2 sh: raat gaane lagii, gunagunaane lagii, nii.nd chhaane lagii ki: merii nii.ndo.n me.n tum ... % #endindian \endsong %