% \startsong \stitle{merii aa.Nkho.n me.n aakar samaayaa hai tuu}% \film{Millionaire/ Karorpati}% \year{1936}% \starring{K L Saigal, Malina, Trilok Kapoor, Pahadi Sanyal, Navab, Jagdish, Babulal}% \singer{}% \music{Rai Chand Boral/ Punkaj Mullick?}% \lyrics{Kedar Sharma}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10007 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % merii aa.Nkho.n me.n aakar samaayaa hai tuu mujhako aaTho.n pahar hai terii justajuu gore majanuu.n se lailaa ne jaakar kahaa qushtaa\-e\-naaz baaqii hai ab dil me.n kyaa gore majanuu.n se us vaqt aa_ii sadaa bas terii justajuu hai terii justajuu mujhe aaTho.n pahar \threedots ab mai.n samajhaa ki bulabul hai naashaad kyo.n jal ke paravaanaa hotaa hai barabaad kyo.n kaise ja.ngal me.n kyo.n koh me.n fariyaad kyo.n jisako dekhaa use hai terii justajuu mujhe aaTho.n pahar \threedots % #endindian \endsong