% \startsong \stitle{mai.n gul huu.N kalii hu.N sabaa huu.N ... nahii.n ye khushbuu aur hii kuchh hai}% \film{Lal Dupatta Malmal Ka}% \year{1988?}% \starring{}% \singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mai.n gul huu.N kalii huu.N sabaa huu.N nahii.n ye khushbuu aur hii kuchh hai sanam ye khushbuu aur hii kuchh hai mai.n bekhud sharaabii diivaanaa nahii.n ye jaaduu aur hii kuchh hai sanam ye jaaduu aur hii kuchh hai ye puuchho kalii se ye puuchho chaman se kise kyaa milaa hai tumhaare badan se Gulo.n ko to shoharat mere ra.ng se hai havaa_o.n kii mahak bhii mere a.ng se hai aur dilabar teraa husn\-o\-jamaal sab merii chaahat kaa kamaal jii kyaa kahanaa inaayat hai navaajish hai mai.n chaa.Ndanii mai.n shabanam mai.n sitaaraa nahii.n sanam tuu aur hii kuchh hai meraa hii nashaa hai terii bekhudii me.n merii aarazuu hai terii diivaanagii me.n merii zi.ndagii kaa shabaab ek tuu hai merii zi.ndagii kyaa terii aarazuu hai par meraa har andaaz\-o\-adaa hai tere dam se jaan\-e\-vafaa jaa.n kyaa kahanaa inaayat hai navaajish hai mai.n majanuu.n mai.n farahaad mai.n raa.njhaa nahii.n sanam tuu aur hii kuchh hai mai.n gul huu.N \threedots % #endindian \endsong