% \startsong \stitle{dhaaginaa tinak dhin ... jab tak ye sa.nsaar nachaa_e}% \film{Mere Lal}% \year{1966}% \starring{Dev Kumar, Indrani Mukherjii, Jagdev}% \singer{Mukesh, Usha/ Usha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11003 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: ( dhaaginaa tinak dhin ) \-2 taa thaiyaa ( dhaaginaa tinak dhin ) \-3 vaah bhaiyaa jab tak ye sa.nsaar nachaa_e jab tak ye sa.nsaar jab tak ye sa.nsaar nachaa_e jhuum\-jhuum ke naache jaa dhaaginaa tinak dhin \threedots are vaah mere baa.Nke naacho isii laTak se lachakaa_o re kamariyaa ho zaraa aur maTak ke jag tujhape ha.Nse to chal sar ko jhaTak ke zaraa aur maze se pyaare Thumak\-Thumak ke sar par Topii laal sajaa_e sar par Topii laal sar par Topii laal sajaa_e muu.Nchh taan ke naache jaa dhaaginaa tinak dhin \threedots uu \: dhaaginaa tinak dhin \threedots mu \: pag dekh ruke naa chaahe bahe pasiinaa ho terii raah take hai kahii.n ko_ii hasiinaa sapano.n me.n basar ho chaahe ka_ii mahiinaa shiqavaa mat kariyo pyaare yahii hai jiinaa jab tak pag betaal na jaa_e yuu.N hii umar bhar naache jaa do \: dhaaginaa tinak dhin \threedots % #endindian \endsong