% \startsong \stitle{tohe saa.Nvariyaa naahii khabariyaa}% \film{Milan}% \year{1967}% \starring{Sunil Dutt, Nutan, Jamuna}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11033 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % tohe saa.Nvariyaa naahii khabariyaa tumare kaaran apane des me.n balam ham ho ga_e paradesii paradesii ham ho ga_e paradesii naa jaane kaun saa apanaa a.Nganaa kaun sii aTariyaa apane hii gaa.Nv kii galiyo.n me.n bhuule phirate hai.n ham Dagariyaa aa_o ghar apane hame.n chho.D aa_o \-2 ke ham ho ga_e paradesii \threedots ye duniyaa laaj sapanaa chain ni.ndiyaa pyaar javaanii apanaa kyaa rah gayaa tumhare naam kar dii jab jindagaanii haay sab apane hame.n bahut yaad aa_e \-2 ke ham ho ga_e paradesii \threedots % #endindian \endsong