% \startsong \stitle{aa chalii re chalii re gorii paniyaa bharan ko}% \film{Mr. X in Bombay}% \year{1964}% \starring{Kishore, Kumkum}% \singer{Kishor, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10952 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % la \: aa aa aa aa \-2 chalii re chalii re gorii paniyaa bharan ko \-2 paniyaa bharan ko \-2 ki \: paniyaa bharan ko ke milane sajan ko \-2 la \: chalii re chalii re \threedots sai.nyaa se milane jo jaatii gujariyaa \-2 saath bhalaa kaahe laatii gagariyaa ki \: ho ho ho o o o saath agar tuu na laatii gagariyaa to shaq karatii tujhape saarii nagariyaa raadhaa ga_ii thii kahaa.N raadhaa ga_ii thii yuu.N hii milane kisan ko la \: chalii re chalii re \threedots ki \: jaane de gorii chho.D bahaanaa ab to mushkil hai baat chhupaanaa dekhaa hai tere mukha.De pe priit kaa maine ra.ng suhaanaa la \: tuu na maanegaa maine maanaa baat me.n jhuume.n aaj zamaanaa bole dekhii hai priit maine baavaraa hai tuu hai diivaanaa ki \: haa.N kyaa kisane kabhii dekhaa hai pavan ko \-2 chalii re chalii re \threedots la \: maane agar tuu naa merii batiyo.n se \-2 puuchh le chaahe to merii sakhiyo.n se ki \: ho ho ho ho o o kaam chalegaa naa in batiyo.n se ke saaf hai zaahir terii a.nkhiyo.n se kisii ne churaayaa kyaa kisii ne churaayaa hu_aa hai tere man ko la \: chalii re chalii re \threedots % #endindian \endsong