% \startsong \stitle{tabiyat thiik thii aur dill bhii beqaraar na thaa}% \film{Mirzaa Saahibaan}% \year{1957}% \starring{Shammi Kapoor, Shyama, Ram Singh}% \singer{Lata}% \music{Sardool Kwatra}% \lyrics{Verma Malik}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11959 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % tabiyat thiik thii aur dill bhii beqaraar na thaa ( tabiyat thiik thii aur dill bhii beqaraar na thaa ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa ) \-2 na thii.n bechainiyaa.N betaabiyaa.N aur Gam bhii na thaa ko_ii mahabuub na thaa ko_ii bhii hamadam nahii.n na thaa kisii (?) kaa aur i.ntazaar na thaa ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa tabiyat thiik thii aur dill bhii beqaraar na thaa ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa kisii paraaye kii baato.n me.n ye miThaas (?) na thii mere pe (?) aaj dil ko to ko_ii bhii aas na thii kisii ke jhuuThe vaado.n pe bhii aitabaar na thaa ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa merii nii.ndo.n kii duniyaa me.n kisii ke sapane na the jahaa.N ke dard aur dukh bhii mere apane na the meraa dil Tha.NDii aah kaa kabhii shikaar na thaa ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa tabiyat thiik thii aur dill bhii beqaraar na thaa \-2 ye tab kii baat hai ke jab kisii se pyaar na thaa % #endindian \endsong