% \startsong \stitle{waadaa kar ke kisii se ... dil kii duniyaa me.n haa.N chupake\-chupake}% \film{Meri Kahani}% \year{1948}% \starring{Surendra, Munavvar Sultana, Pratima Devi, Sanobar, Leela Kumari}% \singer{Geeta, Surendra Nath}% \music{K Datta}% \lyrics{Zia Sarhadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12262 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % gii \: waadaa kar ke kisii se naa aanaa haay aisaa bhii kyaa dil jalaanaa su \: o gii \: dil kii duniyaa me.n \-2 haa.N chupake\-chupake dil kii duniyaa me.n haa.N chupake\-chupake dekho\-dekho sajan tum na aanaa \-2 su \: dekho jii aa gaye aane waale \-2 gii \: aane waale hai.n sab jaane waale jaane waalo.n se kyaa dil lagaanaa dekho\-dekho sajan tum na aanaa dil kii duniyaa me.n \-2 haa.N chupake\-chupake dekho\-dekho sajan tum na aanaa su \: dil kaa nazaraanaa laayaa huu.N le lo \-2 aa_o jii is khilaune se khelo \-2 gii \: khelate me.n khilaunaa jo TuuTe tab sajan hamase ruuTh na jaanaa dekho\-dekho sajan tum na aanaa su \: dekho koyal ne hamako pukaaraa \-2 kar rahii hai muabbat ishaaraa zi.ndagii kii har ik shay jawaa.N hai kah rahaa hai ye mausam suhaanaa gii \: dekho\-dekho sajan tum na aanaa su \: dil kii duniyaa me.n \-2 haa.N chupake\-chupake gii \: dekho\-dekho sajan tum na aanaa % #endindian \endsong %