% \startsong \stitle{mere liye to bas vahii ... tum saamane baiThii raho}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Rafi}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11880 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % mere liye to bas vahii pal hai.n hasii.n bahaar ke tum saamane baiThii raho mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke mai.n jaanataa huu.N pyaar kii puujaa yahaa.N aparaadh hai aparaadh ye har pal karuu.N man me.n yahii ik saadh hai man me.n yahii ik saadh hai mujhako milii hai ye Kushii jiivan kii baazii haar ke tum saamane baiThii raho mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke siikhaa nahii.n maine kabhii sai.nyam se man ko baa.ndhanaa hai saadhanaa merii tumhaare ruup kii aaraadhanaa ruup kii aaraadhanaa tum saath do to to.D duu.N saare niyam sansaar ke tum saamane baiThii raho mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke mai.n giit gaa_uu.N pyaar ke % #endindian \endsong