% \startsong \stitle{meraa badalii me.n chhup gayaa chaa.Nd re}% \film{Naagin}% \year{1954}% \starring{Pradip Kumar, Vyjanthimala}% \singer{Lata}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: GEETanjali series, LATAnjalii series % \printtitle #indian % ( meraa badalii me.n chhup gayaa chaa.Nd re kahaa.N Dhuu.NDhe.n nayan more baavare aajaa aajaa o saa.Nvare ) \-2 duniyaa ne to.D diye sapane suhaane ro ro ke yaad karuu.N guzare zamaane aajaa piyaa moraa ta.Dapaa jiyaa mere jiivan kii hone lagii shaam re kahaa.N Dhuu.NDhe.n nayan more \threedots mai.n huu.N yahaa.N aur tuu hai vahaa.N kaise aa_uu.N mai.n piyaa tore gaa.Nv re \-2 kahaa.N Dhuu.NDhe.n nayan more \threedots % #endindian \endsong