% \startsong \stitle{chorii\-chorii jo tumase milii ... ajii ise pyaar kahe.nge}% \film{Parasmani}% \year{1963}% \starring{Mahipal, Geetanjali, Manhar Desai, Nalini Chonkar, Marutim, Naazi}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Faruk Kaisar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: First film of Laxmikant Pyarelal % \printtitle #indian % chorii\-chorii jo tumase milii to log kyaa kahe.nge ajii ise pyaar kahe.nge galii galii ye baat chalii to log kyaa kahe.nge ajii ise pyaar kahe.nge teraa khyaal mere dil me.n jab se aayaa hai qadam sa.mbhalate nahii.n aur nashaa saa chhaayaa hai qaraar kho ke hii dil ne qaraar paayaa hai dhiire dhiire ye baat ba.Dhii to log kyaa kahe.nge ajii ise pyaar kahe.nge \threedots kitanii zaalim ye mulaaqaat hu_ii jisase Darate the vahii baat hu_ii ba.Dh ga_ii pyaas tamannaa_o.n kii is tarah pyaar kii barasaat hu_ii qasam tumhaarii mere dil kii baat kah Daalii chho.Do chho.Do ye dillagii ki log kyaa kahe.nge ajii ise pyaar kahe.nge \threedots % #endindian \endsong