% \startsong \stitle{tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa bahakane lagaa diivaanaa dil}% \film{Raajaaji}% \year{1999}% \starring{Govinda, Ravina Tandon}% \singer{Alka Yagnik/ Udit Narayan}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa bahakane lagaa diivaanaa dil sa.mbhalataa nahii.n sa.mbhaale se bhii sanam ho ga_ii ba.Dii mushkil tere pyaar ne ye kyaa \threedots vaadii me.n jaise havaa phuulo.n me.n khushbuu rahe aise hii jaan\-e\-vafaa dil me.n mere tuu rahe ra.ngii nazaare hu_e aa mausam sunaharaa dikhe aa dekhuu.n jahaa.n tak vahaa.n aa teraa hii cheharaa dikhe tere pyaar ne ye kyaa \threedots dulhan lage ye zamii.n duulhaa lage aasamaa.n tuu saamane jab rahe achchhaa lage ye jahaa.n terii vafaa chaahi_e aa is zi.ndagii ke li_e aa har dard sah luu.ngii mai.n aa terii Kushii ke li_e tere pyaar ne ye kyaa \threedots % %Part 2: % tere pyaar ne ye kyaa kar diyaa bahakane lagaa diivaanaa dil sa.mbhalataa nahii.n sa.mbhaale se bhii sanam ho ga_ii ba.Dii mushkil tere pyaar ne ye kyaa \threedots bechain karane lage Kvaabo.n Kyaalo.n ke din guzare na ab ek pal saathii mere tere bin tuune mujhe de diyaa diivaanagii kaa silaa chalataa rahe umr bhar chaahat kaa ye silasilaa tere pyaar ne ye kyaa \threedots jii chaahe aise tujhe bhar luu.n mai.n aagosh me.n mai.n bhuul jaa_uu.n jahaa.n tuu naa rahe hosh me.n tujhako banaake Kudaa terii ibaadat karuu.n bhuule naa tujhako kabhii itanii mohabbat karuu.n tere pyaar ne ye kyaa \threedots % #endindian \endsong