% \startsong \stitle{sun lo re ba.ndhuu ... aa_o re aa_o tum ye kahaanii suno}% \film{Raajaa Ko Raani Se Pyaar Ho Gayaa}% \year{2000}% \starring{Arvind Swami, Manisha Koirala}% \singer{Udit Narayan, Aditya Narayan, Chorus}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sun lo re ba.ndhuu sun lo re mitavaa dene ko ham aa_e hai.n tum sab hii ko nyotaa jhuure jhuure Dha.nDa_iiyaa jhuure jhuure Dha.nDa_iiyaa sun lo re ba.ndhuu \threedots aa_o re aa_o tum ye kahaanii suno hai mazedaar ye daastaan sun lo re ba.ndhuu \threedots rahatii thii jahaa.n ik niilam parii vahaa.n aayaa ko_ii shahazaadaa do nigaahe.n milii.n do dilo.n ne kiyaa saath jiine kaa marane kaa vaadaa aa_o re aa_o tum ye \threedots kyaa tumane ye baat sunii hai ye jo nadii hai kaisii nadii hai tum ye jaano yaa naa jaano tum ye maano yaa naa maano ye nadii hai kahaaniyo.n kii ik nadii hai.n kahaaniyaa.n bahatii yahaa.n raat me.n chaa.Nd aur saare taare yahaa.N sunane aate hai.n ko_ii kahaanii subah aake machalatii hai ziddii havaa phuulo.n se bhii hai kahatii diivaanii aa_o re aa_o tum ye \threedots pyaar se miiThaa nadiyaa kaa paanii giito.n ke jaisii isakii ravaanii tum ye jaano.n yaa naa jaano tum ye maano.n yaa naa maano pii liyaa is nadii kaa jo paanii kabhii bhuul jaa_oge tum ho kahaa.n Duub hii jaa_oge isakii gaharaa_ii me.n paas tum is nadii ke jo aa_e har kahaanii me.n sapano.n ke majhadhaar hai.n aur ye nadiyaa kahaanii sunaa_e aa_o re aa_o tum ye \threedots % #endindian \endsong