% \startsong \stitle{o jaane waale baalamawaa lauT ke aa}% \film{Rattan}% \year{1944}% \starring{Swarnlata, Vaasti, Karan Deewan, Manju}% \singer{Ameerbai, Shaam Kumar}% \music{Naushad}% \lyrics{D N Madhok}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11861 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % a \: o jaane waale baalamawaa lauT ke aa lauT ke aa sh \: jaa mai.n naa teraa baalamawaa bewafaa bewafaa a \: aa o jaane waale baalamawaa lauT ke aa lauT ke aa sh \: jaa mai.n naa teraa baalamawaa bewafaa bewafaa a \: tere bin meraa jiyaa laage naa kahii.n bhii piyaa haay laage naa yaad nahii.n chho.De terii duniyaa a.ndherii merii ab jaa_uu.N kahaa.N ( o dil ko le karataa hai dard jiyaa lauT ke aa lauT ke aa ) \-2 o jaane waale baalamawaa lauT ke aa lauT ke aa sh \: jaa mai.n naa teraa baalamawaa bewafaa bewafaa sh \: gha.Dii\-gha.Dii panaghaT pe aanaa jhuuTh\-muuTh kii priit jataanaa mujhe yaad hai phir aur kisii se aa.Nkh milaanaa mujhase aa.Nkh milaa kar jaanaa mujhe yaad hai ( jhuuTho.n se kaahe boluu.N jaa rii jaa bewafaa bewafaa ) \-2 a \: aa o jaane waale baalamawaa lauT ke aa lauT ke aa sh \: jaa mai.n naa teraa baalamawaa bewafaa bewafaa % #endindian \endsong