% \startsong \stitle{pahachaan to thii pahachaanaa nahii.n mai.nne, apane aap ko jaanaa nahii.n}% \film{Griha Pravesh}% \year{}% \starring{Sanjeev Kumar, Sharmila, Sarika}% \singer{Chandrani Mukherjee}% \music{Kanu Roy}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: C.S.Sudarshan Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Header Info: Pradeep Dubey (pradeep@watson.ibm.com) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % pahachaan to thI pahachaanaa nahI.n mai.nne apane aap ko jaanaa nahI.n pahachaan to thI jab dhuup barasatI hai sar pe to paanI me.n chhaa.Nv khilatI hai mai.n bhuul gaI thI chhaa.Nv agar milatI hai to dhuup me.n milatI hai is dhuup aur chhaa.Nv kii khel me.n kyo.n jinakaa ishaaraa samajhaa nahI.n pahachaan \threedots mai.n jaagii rahI kuchh sapano.n me.n aur jaagii huI bhI soI rahI jaane kin bhuulabhulaiyaa me.n kuchh bhaTakI rahI kuchh khoI rahI jinake liye mai.n maratI rahI jinakaa ishaaraa samajhaa nahI.n pahachaan \threedots % #endindian \endsong %