% \startsong \stitle{chaa.Nd ghaTane lagaa raat Dhalane lagii}% \film{Shart}% \year{1954}% \starring{Deepak, Shyama}% \singer{Geeta}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10049 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % la la chaa.Nd ghaTane lagaa raat Dhalane lagii aarazuu mere dil kii machalane lagii o o merii ni.ndiyaa se bojhal ye akhiyaa.N kahe.n paar baiTho zaraa kuchh kahe.n kuchh sune Tha.nDii Tha.nDii havaa ab chalane lagii aarazuu mere dil kii \threedots raat jaatii hai jholii me.n taare li_e raah takate hai.n par ham tumhaare li_e so_ii so_ii kalii aa.Nkh malane lagii aarazuu mere dil kii \threedots diip taaro.n ke bujhane se pahale sanam aaj kahanaa hai jo kuchh bhii kah le sanam aag sulagii hu_ii dekh jalane lagii aarazuu mere dil kii \threedots % #endindian \endsong