% \startsong \stitle{bhor bha_e nit suuraj uge ... Kabar morii naa liinii re}% \film{Sant Gyaneshwar}% \year{1964}% \starring{Sudhir Kumar, Bablu, Surekha}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10953 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % bhor bha_e nit suuraj uge saa.Njh pa.De Dhal jaa_e aise hii morii aas ba.Ndhe ba.Ndh\-ba.Ndh kar miT jaa_e Kabar morii naa liinii re bahut din biite biite re bahut din biite gokul kii ye galiyaa.N ro_e.N madhuban kii ye kaliyaa.N ro_e.N yamunaa ro_e raadhaa ro_e rasava.ntii ra.ngaraliyaa.N ro_e.N more shyaam haay ro_e\-ro_e mere do nainaa bha_e riite bahut din biite \threedots sapane me.n to daras dikhaa de kuchh dhiiraj ba.Ndh jaa_e \-2 sapanaa bhii to kis vidhi aa_e jab ni.ndiyaa nahii.n aa_e more shyaam haay ro_e\-ro_e mere do nainaa bha_e riite bahut din biite \threedots % #endindian \endsong