% \startsong \stitle{tujhe chaa.Nd kahuu.N yaa phuul kahuu.N}% \film{Sunehri Nagin}% \year{1963}% \starring{Mahipal, Helen, Ulhas}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Farooq Kaisar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10933 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mu \: tujhe chaa.Nd kahuu.N yaa phuul kahuu.N mere pyaar kaa ko_ii naam nahii.n haay naam nahii.n la \: mai.n terii nazar me.n bas jaa_uu.N duniyaa se mujhe ko_ii kaam nahii.n haay kaam nahii.n mu \: zulfo.n kii chamak ye kahatii hai tuu ko_ii sunaharii naagin hai la \: har saa.Ns me.n sholaa ta.Dape hai har giit me.n dil kii dha.Dakan hai mu \: aa.Nkho.n me.n nashaa saa chhaayaa hai aur haath me.n mere jaam nahii.n haay jaam nahii.n la \: mai.n terii nazar \threedots do\-chaar gha.Dii kaa milanaa ye ab saarii umar kaa bandhan hai mu \: tum naam vafaa kaa lete ho duniyaa to vafaa kii dushman hai la \: do pyaar bhare dilavaalo.n ko duniyaa me.n kahii.n aaraam nahii.n mu \: tujhe chaa.Nd kahuu.N \threedots la \: mai.n terii nazar \threedots % #endindian \endsong