% \startsong \stitle{tasviir\-e\-yaar dil se ... ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane}% \film{Sargam}% \year{1950}% \starring{Raj Kapoor, Rehana, Omprakash, David}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{P L Santoshi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11891 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % tasviir\-e\-yaar dil se miTaa_ii naa ga_ii aa.Nsu_o.n se aaG ye bujhaa_ii naa ga_ii phaa.Nh ban ke saa.Ns me.n aTakii hai unakii yaad laakh chaahaa bhuulanaa bhulaa_ii naa ga_ii ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane \-2 ho tiir\-e\-nazar kaa nishaanaa naa bane nishaanaa naa bane diiwaanaa naa bane ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane aaG lage aisii aaG to haay jisake dekhe se ko_ii jal jaaye aisii shamaa kaa parawaanaa naa bane \-2 ho tiir\-e\-nazar kaa nishaanaa naa bane ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane dil lagaane ko samajhate the dillagii unako haatho.n de dii apanii zindagii duniyaa ke ha.Nsane kaa bahaanaa naa bane \-2 ho tiir\-e\-nazar kaa nishaanaa naa bane ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane diiwaanaa naa bane \-2 ko_ii kisii kaa diiwaanaa naa bane % #endindian \endsong