% \startsong \stitle{tumhaare sivaa kuchh naa chaahat kare.nge}% \film{Tum Bin}% \year{2001}% \starring{Priyanshu, Sandali Sinha, Rakesh, Himanshu}% \singer{Udit Narayan, Anuradha Paudwal}% \music{Nikhil Vinay}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tumhaare sivaa kuchh naa chaahat kare.nge ke jab tak jiye.nge mohabbat kare.nge mohabbat mohabbat tumhaare sivaa \threedots nazar chaahatii hai diidaar karanaa ye dil chaahataa hai tumhe.n pyaar karanaa tumhaarii vafaa me.n Duube rahe.n ham kyaa haal dil kaa ye kaise kahe.n ham mahakane lagegaa ho ho mahakane lagegaa badan ye tumhaaraa ham aa.Nkho.n se aisii sharaarat kare.nge tumhaare sivaa \threedots hame.n apane dil me.n basaayaa hai tumane muhabbat ke kaabil banaayaa hai tumane agar tum naa milate to ham jii na paate kise apanaa kahate kahaa.n dil lagaaate sazaa rab jo degaa o o sazaa rab jo degaa vo ma.nzuur hamako ke ab ham tumhaarii ibaadat kare.nge tumhaare sivaa \threedots % #endindian \endsong