% \startsong \stitle{chaahe tuu miTaa de ... Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale}% \film{Tadbir}% \year{1945}% \starring{Saigal, Suraiya, Mubarak, Zillo, Salvi}% \singer{Saigal, Suraiyaa, Chorus}% \music{Lal Mohomed}% \lyrics{Swami Ramanand}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12232 [V S Rawat], 23/01/2004 % \printtitle #indian % ko \: ( chaahe tuu miTaa de chaahe tuu bachaa le ) \-2 ( Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale ) \-2 are haa.N kabhii bahatii thii.n yahaa.N duudh kii nahare.n har dil me.n uThaa \-2 karatii thii.n aanand kii lahare.n ab dukh ke samandar me.n hai.n ham Duubane waale hai tere hawaale \-2 Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale sai \: Gariibo.n kii qisamat \-2 kuchh aisii hai so_ii \-2 jahaa.N me.n nahii.n unakaa hamadard ko_Ii su \: ( sab unake lahuu ko samajhate hai.n paanii ) \-2 ab in ke liye \-2 maut hai zindagaanii sai \: naa khaane ko roTii haa.N naa khaane ko roTii naa tan pe hai kapa.Daa \-2 musiibat hai aur sahane ko jhaga.Daa \-2 do \: ( pa.De hai.n ye zaalim zamaane ke paale ) \-2 ko \: Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale su \: ( jahaa.N ko banaaye.n jahaa.N me.n rahe.n naa ) \-2 ( musiibat sahe.n aur mu.Nh se kahe.n naa ) \-2 sai \: besabr laashe.n hazaaro.n pa.Dii hai.n \-2 bataa aisii haalat me.n aa.Nsuu bahe.n naa bataa aisii haalat me.n aa.Nsuu bahe.n do \: yuu.N bahate hai.n phuuTe huye dil ke chhaale \-2 ko \: ( Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale ) \-2 chaahe tuu miTaa de chaahe tuu bachaa le Gariibo.n kii duniyaa hai tere hawaale % #endindian \endsong %