% \startsong \stitle{tere naGme.n terii baate.n ... mai.n aashiq huu.N diivaanaa huu.N}% \film{Zameer}% \year{1997}% \starring{Sanjay Kapur, Shilpa Shetty, Kader, Shakti, Paresh, Laxmikant Berde}% \singer{Udit Narayan, Alka Yagnik}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tere naGme.n terii baate.n teraa hii naam likhataa huu.N mai.n aashiq huu.N diivaanaa huu.N subah ko shaam likhataa huu.N terii yaado.n ke mausam ko kabhii mai.n rok naa paa_uu.N khyaalo.n ke gulistaa.n me.n mahakataa mai.n chalaa jaa_uu.N merii aa.Nkho.n ke darpaN me.n tere hii khvaab aate hai.n mere aramaa.n ba.De bekal kahii.n naa chain paate hai.n tere ho.nTho.n pe ho.nTho.n se hasii.n paiGaam likhataa huu.N mai.n aashiq huu.N \threedots likhii tuune jo chhup chhup ke vahii to mai.n kahaanii huu.N terii saa.Nso.n me.n rahatii huu.N mai.n terii zindagaanii huu.N judaa_ii kaa ko_ii lamhaa merii jaa.n naa sahaa jaa_e binaa dekhe teraa cheharaa kabhii bhii naa rahaa jaa_e javaa.n aavaaz kaa har pal javaa.n a.ndaaz likhatii huu.N ajii kaisii diivaanii huu.N subah ko shaam likhatii huu.N tere naGme.n terii baate.n \threedots % #endindian \endsong